Aaj Wohi Geeton Lyrics – Pankaj Udhas
Mujhse badhkar jo jaanta hain mujhe
Hain kareeb aur ajnabee hain woh
Jo mere sher padh nahi sakta
Kyaa kahoon meri shayati hain woh
Aaj wohi hain jaane ghazal
Aaj wohi geeton ji rani
Aaj wohi hain jaane ghazal
Chalte chalte raah mein jiska
Saath huaa thaa pal do pal
Aaj wohi geeton ji rani
Aaj wohi hain jaane ghazal
Ek ek lamha badhati jaaye
Phir bhi dil bechain nahi
Ek ek lamha badhati jaaye
Phir bhi dil bechain nahi
Ek ek lamha badhati jaaye
Phir bhi dil bechain nahi
Phir bhi dil bechain nahi
Gham ki raat hain yaa faila hain
Teri aankhon ka kaazal
Chalte chalte raah mein jiska
Saath huaa thaa pal do pal
Aaj wohi geeton ji rani
Aaj wohi hain jaane ghazal
Manzil ke badle paaunga
Kuchh yaade aur kuchh aansu
Manzil ke badle paaunga
Kuchh yaade aur kuchh aansu
Manzil ke badle paaunga
Kuchh yaade aur kuchh aansu
Kuchh yaade aur kuchh aansu
Mujhko ye maalum hain lekin
Saath mere kuchh door to chal
Chalte chalte raah mein jiska
Saath huaa thaa pal do pal
Aaj wohi geeton ji rani
Aaj wohi hain jaane ghazal
Rashid sab logo ne unko
Ghazle nazamein geet kahan
Rashid sab logo ne unko
Ghazle nazamein geet kahan
Rashid sab logo ne unko
Ghazle nazamein geet kahan
Ghazle nazamein geet kahan
Dil ke kaagaz par jo barsa
Uski yaado ka baadal
Chalte chalte raah mein jiska
Saath huaa thaa pal do pal
Aaj wohi geeton ji rani
Aaj wohi hain jaane ghazal
Chalte chalte raah mein jiska
Saath huaa thaa pal do pal
Aaj wohi geeton ji rani
Aaj wohi hain jaane ghazal
Aaj wohi geeton ji rani
Aaj wohi hain jaane ghazal.