Aaj Teri Aankhon Mein Lyrics – Amit Kumar
Aaj teri aankhon mein
Aansu hain to kyaa hain
Aaj teri aankhon mein
Aansu hain to kyaa hain
Ye to batade is duniya
Mein kaun nahi rota hain
Aaj teri aankhon mein
Aansu hain to kyaa hain
Aaj teri aankhon mein
Baste hain insaan jahamein
Sakedo chehare wale
Chhupe huye har chehare ke
Parde mein gham ke naale
Mann hi mann mein rote hain
Upar se hasne wale
Har mushkaa ki aankh ke
Picche gham ka dariya hain
Aaj teri aankhon mein
Aansu hain to kyaa hain
Aaj teri aankhon mein
Shyaam ka suraj dhal jaaye
Par tujhe na dhal na hoga
Jeevan ki rahon mein tujhe
Ghir ghir ke sambhal na hoga
Roye duniya o meri muniya
Tujhko hasna hoga
Milati ghamo ke baad
Aisa kuch hota hain
Aaj teri aankhon mein
Aansu hain to kyaa hain
Aaj teri aankhon mein
Ye raaj mein koi jaana
Dil ka tukada ban jaata hain
Pal mein koi anjaana
Aur soya imaana jagade
Aake koi begaana
Hota nahi insaan bura lekin
Waqt bura hota hain
Aaj teri aankhon mein
Aansu hain to kyaa hain
Aaj teri aankhon mein
Ye to batade is duniya
Mein kaun nahi rota hain
Aaj teri aankhon mein.