Aaj Sakhi Aayi Milan Ki Raat Lyrics – Harimati Dua
Aaj sakhi aayi milan ki raat
Aaj sakhi aayi milan ki raat
Kaase kahoon hriday ki baat
Kaase kahoon hriday ki baat
Aayi milan ki raat
Aaj sakhi aayi milan ki raat
Aaj sakhi aayi milan ki raat
Kau milan gaa re
Baajat bansi prem ke soor ma
Baajat bansi prem ke soor ma
Milan gaa re
Kaan ke kaan milat man se
Kaan ke kaan milat man se
Aanand hai din raat
Aanand hai din raat
Aanand hai din raat
Aayi milan ki raat
Aaj sakhi aayi milan ki raat
Aaj sakhi aayi milan ki raat.