Aaj Mere Qatil Ki Lyrics – Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz
Sambhal ja mere dil kaha kho gaya tu
Labo par tapasum
Bagal mein chhuri hain
Labo par tapasum
Bagal mein chhuri hain
Aaj mere qatil ki niyat buri hain
Aaj mere qatil ki niyat buri hain
Labo par tapasum
Bagal mein chhuri hain
Aaj mere ho ho
Aaj mere qatil ki niyat buri hain
Aaj mere qatil ki niyat buri hain
Dekhe dal ke bal mathe pe
Kitne tan ke sanam baithe hain
Hain zaroor aaj kisi se bigdi
Ke jo yun banke sanam baithe hain
Samjh lo ke bijli
Samjh lo ke bijli kahi par giri hain
Aaj mere ha ha
Aaj mere qatil ki niyat buri hain
Aaj mere qatil ki niyat buri hain
Aaye jo aaj meri mahfil mein
Wo jara hosh mein chalkar aaye
Raat mein kaun kise pahchane
Log hai chehre badal kar aaye
Ke tewar hain badle
Ke tewar hain badle
Nazar bhi phiri hain
Aaj mere ha ha
Aaj mere qatil ki niyat buri hain
Aaj mere qatil ki niyat buri hain
Mahfil se teri jaunga kaha
Deewana tera he yar hoon main
Pathar hoon magar aye jane jaha
Dilbar ke liye dildar hoon main
Aur chahu to phir duniya ke liye
Ek chalti huyi talwar hoon main
Yaha jo bhi aaye
Yaha jo bhi aaye adab se wo baithe
Nahi to wo gardan hain
Aur ye chhuri hain
Aaj mere qatil ki niyat buri hain
Aaj mere qatil ki niyat buri hain
Labo par tapasum
Bagal mein chhuri hain
Aaj mere ho ho
Aaj mere qatil ki niyat buri hain
Aaj mere qatil ki niyat buri hain.