Aaj Ki Raat Lyrics – Bhupinder Singh, Mitali Singh
Chalo pyar kare
Dil mein jo baat hai
Us baat ka izhaar kare
Aaj ki raat hain rangeen
Chalo pyar kare
Dil mein jo baat hai
Us baat ka izhaar kare
Aaj ki raat aaj ki raat
Aaj main tum se na tum
Mujhse churao nazre
Aaj ki raat milan
Ki hai milao nazre
Aaj main tumse na
Tum mujhse churao nazre
Aaj ki raat milan ki
Hain milao nazre
Hum na bichhdenge
Hum aaj hi ekraar kare
Dil mein jo baat hain
Us baat ka izhaar kare
Aaj ki raat aaj ki raat
Roz aate nahi duniya
Mein wafa ke mausam
Muddaton baad ye
Madhosh huaa hain aalam
Roz aate nahi duniya
Mein wafa ke mausam
Muddaton baad ye
Madhosh huaa hain aalam
Aise aalam mein
Mohabbat se na inkaar kare
Dil mein jo baat hain
Us baat ka izhaar kare
Aaj ki raat aaj ki raat
Aao bhige huye lamho
Ko jawaani de de
Aaj ki raat ko hum
Ek nishaani de de
Aao bhige huye lamho
Ko jawaani de de
Aaj ki raat ko hum
Ek nishaani de de
Kyun na ek dujhe ko
Baahon mein giraftaar kare
Dil mein jo baat hain
Us baat ka izhaar kare
Aaj ki raat aaj ki raat
Aaj ki raat aaj ki raat
Oo aaj ki raat aaj ki raat
Oo aaj ki raat aaj ki raat
Oo aaj ki raat aaj ki raat.