Aaj Jaane Ki Zidd Na Karo (Episode 7) Lyrics – Ramya Iyer, Rupmatii Jolly
Mohabbat mein haar ke
Woh jaa raha hai koi
Shab-e-gum guzaar ke
Viraan hai maikeda,
Gumon sa ghar udaas hai
Tum kya gaye, ke ruuth
Gaye, din bahaar ke
Aaj jaane ki zid na karo
Aaj jaane ki zid na karo
Youn hi pehlu mein baithe raho
Youn hi pehlu mein baithe raho
Aaj jaane ki zid na karo
Aaj jaane ki zid na karo
Haaye mar jaayenge hum to
Loot jaayenge
Aisi baatein kiya na karo
Aaj jaane ki zid na karo
Aaj jaane ki zid na karo
Bheegi hui, aankhon ka yeh,
Manzar na, milega
Ghar chodd ke, na jao
Kahi, ghar na, milega
Tum hi socho zara, kyun
Na roke tumhe
Jaan jaati hai jab uth
Ke jaate ho tum
Jaan jaati hai jab uth
Ke jaate ho tum
Tumko apni kasam jaan-e-jaan
Baat itni meri maan lo
Aaj jaane ki zid na karo
Aaj jaane ki zid na karo
Haaye mar jaayenge
Hum to loot jaayenge
Aisi baatein kiya na karo
Aaj jaane ki zid na karo
Niyetein shouk bhar na jaye kahi
Tum bhi dil se utar na jaye kahi
Aaj dekha hai tumko der ke baad
Aaj ka din guzar na jaye kahi
Niyetein shouk
Bhar na jaye kahi
Tum bhi dil se utar
Na jaye kahi.