Aaj Jaane Ki Zidd Lyrics – Ghulam Abbas
Aaj jaane ki zidd na karo
Aaj jaane ki zidd na karo
Yun hi pehloo mein baithe raho
Yun hi pehloo mein baithe raho
Haaye mar jaayenge
Hum to mit jayenge
Haaye mar jaayenge
Hum to mit jayenge
Aisi baate kiya na karo
Aaj jaane ki zidd na karo
Aaj jaane ki zidd na karo
Kyun na roke tumhein
Tum hi socho zara
Kyun na roke tumhein
Jaan jaati jab uthke jaate ho tum
Jaan jaati jab uthke jaate ho tum
Tum ko apni kasam jaane jaa
Baat itani meri maan lo
Aaj jaane ki zidd na karo
Aaj jaane ki zidd na karo
Waqt ki qaid mein
Zindagi hai magar
Waqt ki qaid mein
Zindagi hai magar
Chand ghadiya yahin
Hai jo aazaad hai
Chand ghadiya yahin
Hai jo aazaad hai
Inko kho kar meri jaane jaa
Umra bhar na taraste raho
Aaj jaane ki zidd na karo
Aaj jaane ki zidd na karo
Kitna masoom rangeen hai yeh samaa
Kitna masoom rangeen hai yeh samaa
Husn aur ishq ki aaj meraaz hai
Husn aur ishq ki aaj meraaz hai
Kal ki kisko khabar jaane jaa
Rok lo aaj ki raat ko
Aaj jaane ki zidd na karo
Aaj jaane ki zidd na karo
Yun hi pehloo mein baithe raho
Yun hi pehloo mein baithe raho
Aaj jaane ki zidd na karo
Haaye mar jaayenge
Hum to mit jayenge
Haaye mar jaayenge
Hum to mit jayenge
Aisi baate kiya na karo
Aaj jaane ki zidd na karo
Aaj jaane ki zidd na karo.