Aaj Gale Ke Niche Utara Lyrics – Amit Kumar, Anupam Kher
Jab angur ka pani
Yaad mujhe tab aayi logo
Apni ram kahani
To aao ji aao baja bajao
Aao ji aao baja bajao
Tum baat meri bhoolana na
Aurat se darna shadi na karna
Yaaro kabhi ghar basana na
Aao ji aao baja bajao
Tum baat meri bhoolana na
Aurat se darna shadi na karna
Yaaro kabhi ghar basana na
Sharabi hain deewana hain
Zamane se begana hain
Sharabi hain deewana hain
Zamane se begana hain
Isko malum nahin khule aam
Sarab peena kanunan zurm hain
Apni adaa se lubhati hain
Sohar ye hamko banati hain
Apni adaa se lubhati hain
Sohar ye hamko banati hain
Inpe jo tum aitbar karoge
Meri tarah bemaut maroge
Haske agar jeena hain to
Inse kabhi dil lagana na
Isiliye to sari umar na
Shadi ki maine
Aao ji aao baja bajao
Tum baat meri bhoolana na
Aurat se darna shadi na karna
Yaaro kabhi ghar basana na
Sarabi hai deewana hain
Zamane se begana hain
Hum hain kuware duniya se nyare
Hamsa jaha mein koi nahinn
Hum hain kuware duniya se nyare
Hamsa jaha mein koi nahinn
Koi nahin koi nahinn
Tumsa jaha mein koi nahinn
Koi nahin koi nahinn
Tumsa jaha mein koi nahinn
To aao ji aao baja bajao
Tum baat meri bhoolana na
Aurat se darna shadi na karna
Yaaro kabhi ghar basana na
Sarabi hain deewana hain
Zamane se begana hain
Halat se majboor hoon
Sholo pe main chal raha hoon
Wo aag hain dil mein lagi
Din raat main jal raha hoon
Halat se majboor hoon
Sholo pe main chal raha hoon
Wo aag hain dil mein lagi
Din raat main jal raha hoon
Har na tha duniya ka jhootha
Apno ne mujhko hain luta
Har na tha duniya ka jhootha
Apno ne mujhko hain luta
Apna kisi ko banana na
Bhai mere mano kahna
Mushkil ka yahan tanha rahna
Aao ji aao baja bajao
Aao ji aao baja bajao
Tum baat meri bhoolana na
Aurat se darna shadi na karna
Yaaro kabhi ghar basana na.