Aadha Bhi Zyaada Lyrics – Hansraj Raghuwanshi
सर पे आधा पौना छप्पर है तोह क्या
घर पे खुले आम आती है हवा
सीली सीली गीली शक्कर है तोह क्या
लूटना मीठी चाय का मज़ा
देव भूमि की ये माया
भूल जाते सब क्या खोया क्या पाया
आधा भी ज्यादा है यहाँ
जीना बड़ा सादा है यहाँ
खुश रेहना आसान है यहाँ
आधा भी ज्यादा है यहाँ
झूठी
बाकि की दुनिया सारी झूठी
सच्ची यहाँ की जड़ी बूटी
भोले की बोलो जय
देवो का यहाँ है वास
रे कोई ना फिक्रें आस पास
यहाँ साथ में बेहती भि आस
ओह सुन ले बंदे
पहाड़ी सचे बंधु
आके पहाडो में रम तू
गूंजे हवाओ में डमरू
भोले की बोलो हो जय
जय भोले
आधा भी ज्यादा है यहाँ
जीना बड़ा सादा है यहाँ
खुश रेहना आसान है यहाँ
आधा भी ज्यादा है यहाँ.
Sar pe aadha pauna chappar hai toh kya
Ghar pe khule aam aati hai hawa
Seeli seeli geeli shakkar hai toh kya
Lootna meethi chai ka maza
Dev bhoomi ki ye maaya
Bhool jaate sab kya khoya kya paaya
Aadha bhi zyaada hai yahaan
Jeena bada saada hai yahaan
Khush rehna aashan hai yahaan
Aadha bhi zyaada hai yahaan
Jhoothi
Baaki ki duniya saari jhoothi
Sacchi yahaan ki jadi booti
Bhole ki bolo jai
Devo ka yahaan hai waas
Re koi na fikrein aas pass
Yahan saath mein behti bhi aas
Oh sun le bandey
Pahaadi sacche bandhu
Aake pahaadon mein ram tu
Goonje hawao mein damru
Bhole ki bolo ho jai
Jay bhole
Aadha bhi zyada hai yahaan
Jeena bada saada hai yahaan
Khush rehna aasaan hai yahaan
Aadha bhi zyada hai yahaan.