Aa Gaye Lyrics – Alka Yagnik, Anuradha Paudwal, Kishore Kumar, Sadhana Sargam
Aa gaye aa gaye aa gaye
Aa gaye aa gaye
Aa gaye aa gaye aa gaye
Aa gaye aa gaye
Ek nahi do nahi nahi teen char
Bin bulaye chale aaye kayi hazar
Ek nahi do nahi nahi teen char
Bin bulaye chale aaye kayi hazar
Aa gaye aa gaye aa gaye
Mahfil sajane wale rang jamane wale
Jalwa dikhane wale dekho hum aa jaye
Mahfil sajane wale rang jamane wale
Jalwa dikhane wale dekho hum aa jaye
Aa gaye aa gaye aa gaye
Ek nahi do nahi nahi teen char
Bin bulaye chale aaye kayi hazar
Hum bhi tere the kabhi humjoli re
Tune kheli hampe aankh micholi re
Tadap rahe the tere milan ko
Sar pe bandhe bandhe kafan ko
Sar pe bandhe bandhe kafan ko
Tadap rahe the tere milan ko
Sar pe bandhe bandhe kafan ko
Aayi aayi aaj kisi ki toli re
Khelegi wo aaj pyar ki holi re
Aa gaye aa gaye
Aa gaye aa gaye
Mahfil sajane wale rang jamane wale
Jalwa dikhane wale dekho hum aa jaye
Aa gaye aa gaye aa gaye
Ek nahi do nahi nahi teen char
Bin bulaye chale aaye kayi hazar
Kyu na nache aaj
Wo subh din aaya hai
Kismat ne phir aaj
Tujhse milaya hai
Mane chahe tu na mane
Aaj mile hai do deewane
Mane chahe tu na mane
Aaj mile hai do deewane
Bahut dino ke baad
Ye mauka aaya hai
Apna sab kuch khoke
Maine tujhko paya hai
Aa gaye aa gaye
Aa gaye aa gaye
Aa gaye aa gaye
Mahfil sajane wale rang jamane wale
Jalwa dikhane wale dekho hum aa jaye
Aa gaye aa gaye aa gaye
Ek nahi do nahi nahi teen char
Bin bulaye chale aaye kayi hazar
Ek anokha khel hum dikhlayenge
Dekhne walo ke hosh ud jayenge
Wo ajooba aise hoga
Log karenge tauba tauba
Wo ajooba aise hoga
Log karenge tauba tauba
Nakli ka jab asli roop dikhayenge
Are parda uthte jhooth ka
Hum cha jaayenge
Aa gaye aa gaye
Aa gaye aa gaye
Aa gaye aa gaye
Mahfil sajane wale rang jamane wale
Jalwa dikhane wale dekho hum aa jaye
Aa gaye aa gaye aa gaye
Ek nahi do nahi nahi teen char
Bin bulaye chale aaye kayi hazar.