Aa Bhagwan Ke Ghar Aa Lyrics – Mohammed Aziz
Aa bhagwan ke ghar aa
Wo jab tere sath hai to phir
Wo jab tere sath hai to phir
Dar kis baat ka
Aa bhagwan ke ghar aa
Aa bhagwan ke ghar aa
Zalim ke haath mein nahin
Tadir kisi ki, tadir kisi ki
Zalim ke haath mein nahin
Tadir kisi ki, tadir kisi ki
Ye pyar nahin jagir kisi ki
Ant sada hota hain
Ant sada hota hain
Har kali raat ka
Aa bhagwan ke ghar aa
Aa bhagwan ke ghar aa
Om namah shivay
Om namah shivay
Jo dusro ko dar de i
Nsan nahinn hain
Wo insan nahinn hain
Jo dusro ko dar de
Insan nahinn hain
Wo teri kisi baat se
Anjan nahinn hain
Chalti rahe hawaye
Chalti rahe hawaye diya
Phir bhi jalega
Aa bhagwan ke ghar aa
Aa bhagwan ke ghar aa
Om namah shivay
Om namah shivay
Om nam shivay
Papi ko apne pap pe
Pachhtana padega
Pachtana padega
Papi ko apne pap pe
Pachhtana padega
Bhagwan ki sharan mein
Usko aana padega
Bhagwan ki sharan mein
Usko aana padega
Uski sada se bach na
Sakega julm kisi ka
Aa bhagwan ke ghar aa
Aa bhagwan ke ghar aa
Wo jab tere sath hain to phir
Wo jab tere sath hain to phir
Dar kis baat ka
Aa bhagwan ke ghar aa
Aa bhagwan ke ghar aa
Aa bhagwan ke ghar aa
Aa bhagwan ke ghar aa.