Hairaan Hua Lyrics – Sanam Marvi
Hairan hua
Maula, maula, ji maula, ji maula,
Humein bhi jalwa-gaah-e- naaz tak,
Lekar chalo moosa
Tumhein ghash aa gaya to
Husn-e jaanaan kaun dekhega,
Unse milne ko toh kya kahiye,
Un se milne ko to kya kahiye jigar,
Khud se milne ko zamana chahiye,
Is husn pe main,
Is husn pe main hairan huwa,
Hairaan huwa, hairaan huwa,
Hairaan huwa, hairaan huwa,
Is husn pe main,
Is husn pe main hairan huwa,
Hairaan huwa, hairaan huwa
Hairaan huwa, hairaan huwa,
Tum sar-e -hashr miloge yeh suna hai jab se,
Tere diwane ne ik hashr utha rakkha hai,
Yeh ghamzah o’ naaz ki fauj-kashi
Yeh dilbar teri khaas adaa, yeh dilbar teri khaas adaa,
Yeh ghamzah o’ naaz ki fauj-kashi
Yeh dilbar teri khaas adaa, yeh dilbar teri khaas adaa,
Kya khoob tiri is ulfat mein, kya khoob tiri is ulfat mein,
Miskeen se main sultan huwa,
Hairaan huwa, hairaan huwa
Lakri jal koyela hoye,
Koyela jalke raakkh,
Main paapan aisi jali
Na koyela hoye na raakh,
Mansoor ho ya sarmad ho sanam,
Ya shams ul-haq tabrezi ho, ya shams ul-haq tabrezi ho,
Mansoor ho ya sarmad ho sanam,
Ya shams ul-haq tabrezi ho, ya shams ul-haq tabrezi ho,
Is teri gali men aye dilbar, is teri gali men ay dilbar
Har ek ka sar qurbaan huwa
Hairan hua, hairan hua,
Hairaan!
Jahain dil peeta ishq da jaam,
Sa dil mast o mast mudaam, sa dil mast o mast mudaam
Allah haq maujood, sada maujood
Jahain dil, o maula
Jahain dil, o saaeen
Jahain dil peeta ‘ishq da jaam
Sa dil mast o mast mudaam
Haq maujood, sadaa maujood
Master, god is present everywhere,
God is present all the time,
Sooli te mansoor chadhayi,
An-al-haq kalaam,
Maula, an-al-haq kalaam,
Jahain dil, o maula, jahain dil
O saaeen, jahain dil, o maula
Jahain dil peeta ‘ishq da jaam
Sa dil mast o mast mudaam, sa dil mast o mast mudaam
Jahain dil, o maula, jahain dil, o maula,
Jahain dil, o maula
Jahain dil peeta ‘ishq da jaam
Sa dil mast o mast mudaam,
Haq maujood, sadaa maujood
Maula haq maujood, sada maujood
‘ali haq maujood, sadaa maujood
Haq haq, o haq haq, haq haq, ji maula.