Tere Pyaar Mein (Title) Lyrics

in

"Tere Pyaar Mein (Title)" Song Details:

Album/Label: Tere Pyaar Mein (2017)
Singer(s):Raj Jain
Lyricist(s):Anas Anwar S
Composer(s):Anas Anwar S
Music Director(s):Anas Anwar S
Genre(s):Love
Director(s):Nicool Joshi
Music Label:© Zee Music Company
Starring:Raj Jain, Harsha Chopda
Release on:15th February, 2017

Tere Pyaar Mein (Title) Lyrics – Raj Jain

lyricsbogie.com
Dil ko mili thi raahtein
Aansu bhi tham se gaye
Anjaan the jo rastein
Suljhe se lagne lage

Door mujhse tu kyun ho raha
De du tujhe mein ye jahan
Jabse gaya tu mein fisal raha
Kahin ka bhi na mein raha
Yaha ka raha na vaha ka raha
Jaane kahan ka raha

Tere pyaar mein yahan ka raha
Na waha ka raha
Jaane kahan ka raha
Tere pyaar mein
Pyar pyaar mera pyaar
Mera pyaar mera tu hi tu
Pyar pyaar mera pyaar
Mera pyaar bas tu hi tu
Tere pyaar mein yahan ka raha
Na waha ka raha
Jaane kahan ka raha
Tere pyaar mein

Dil har pal har pal sochta tha
Teri baatein karta tha yeh aaj bhi ho kal bhi
Bas teri yaadon mein rehta tha
Yeh tu jaane ya na jaane
Kaise tera deewana yeh mera pyaar tu mera yaar tu
Mera pyaar pyaar mera yaar yaar yahan
Sochta na tha
Na jaane kahan ka raha
Tere pyaar mein

Parchai mein bas tu hi dikhta hai
Sung mere tu hai
Baatein humari kabhi na hogi purani
Tu abhi bhi mujh mein hai
Yaha ka raha na waha ka raha
Jaane kahan ka raha
Tere pyaar mein
Yaha ka raha na waha ka raha
Jaane kahan ka raha
Tere pyaar mein
Pyar pyaar mera pyaar
Mera pyaar mera tu hi tu
Pyar pyaar mera pyaar
Mera pyaar bas tu hi tu
Yaha ka raha na waha ka raha
Jaane kahan ka raha
Tere pyaar mein..

Tere Pyaar Mein (Title) Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.