Antakshri Lyrics

in

"Antakshri" Song Details:

Movie: Maine Pyar Kiya (1989)
Singer(s):Lata Mangeshkar, S. P. Balasubrahmanyam, Shailendra Singh, Usha Mangeshkar
Lyricist(s):Asad Bhopali
Composer(s):Raamlaxman (Vijay Patil)
Music Director(s):Raamlaxman (Vijay Patil)
Genre(s):Happy (Feel Good)
Director(s):Sooraj R. Barjatya
Music Label:© Saregama
Starring:Salman Khan, Bhagyashree, Alok Nath, Reema Lagoo, Ajit Vachani, Harish Patel, Deep Dhillon, Dilip Joshi
Release on:29th December, 1989

Antakshri Lyrics – Lata Mangeshkar, S. P. Balasubrahmanyam, Shailendra Singh, Usha Mangeshkar

Aaja ayee bahar dil hai beqarar
O mere rajkumar
Tere bin raha na jaaye aaja

Ja ja ja mujhe na ab yaah ah
O mujhe bhool jaane de jaane de
Ja ja ja nujhe na ab yaad aa tu

Tumari nazar kyon khafa hogayi
Khata baksh do ghar khata hogayi
Hamara iraada to kuch bhi na tha
Tumhari khata khud sazza hogayi

Ik banjara gaaye
Jeevan ke geet sunaaye
Hum sab jeenewalon ko
Jeene ki raah bataye
Ik banjara gaaye ho ho ho

Haal kaise hai janaab ka
Kya khayal hai aap ka
Tum to machal gaye ho oh oh
Yunhi phisal gaye ah ha ah
Haal kaisa hao jannab ka

Kehete kabeer suno bhai
Saadon baat kahoon mein ghadi
Ke duniya ek numbari
To mein dus numbari
Ke duniya ek numbari
To mein dus numbari
Kehete kabeer suno bhai
Saadon baat kahoon mein ghadi
Ke duniya ek numbari
To mein dus numbari
Ke duniya ek numbari
To mein dus numbari

Raamchandra kaha gaye
Siyaase ramchandra kaha gaya siyasse
Aisaa kaliyuga aaegaa
Hansa chugegaa daanaa
Dunakaa kauvva motii
Khaaegaa he raamchandra
Kaha gaye siyaase

Sama hai suhana suhana
Nashe mein jahan hai
Kisiko kisiki khabar hai
Har dil mein dekho
Mohabbat jawan hai ho oho oh oh

Ho rama ho hum to chale
Pardes hum pardesi hogaye
Ho rama ho hum to chale
Pardes hum pardesi hogaye
Choota apna desh
Hum pardesi hogaye oh ho ho

Ha ha ha
Husn ke lakho rang kaun sa rang dekho ge
Aag hai yeh badan kaun sa ang dekho ge

Gore rang pe na itna ghuma na kar
Ho gore rang do din mein dhal jayega
Gore rang pe na itna ghuma na kar
Ho gore rang do din mein dhal jayega

Mei shama hoon tu hai parwana
Mei shama hoon tu hai parwana
Mujhse pehle tu jal hayega
Ho gore rang pe na itna ghuma na kar

Ruk ja ruk ja oh jaanewaali ruk ja
Mein to rahi teri manzil ka
Nazaron mein teri meri bura sahi
Aadmi bura nahi mein dil ka
Ruk ja

Jahan mei jaati hoon wahi chale aate ho
Chori chori mere dil mein samate ho
Yeh to bataon ke tum mere kaun ho

Hum to tere aashiq hai sadiyon puraane
Hum to tere aashiq hai sadiyon puraane
Chahe tu maane chahe na maane
Chahe tu maane chahe na maane
Hum to chale aaye sanam tujko manane
Chahe tu chahe na
Chahe tu maane chahe na maane

Naino mein sapna sapno
Mein sajane sajana pe dil agaya
Ho sajana pe dil agaya

Thatheya thatheya ho
Thatheya thatheya ho

lyricsbogie.com
Arre naino mein sapna sapno
Mein sajani sajani pe dil agaya
Ke sajani pe dil agaya

Yeh public hai public babu
Yeh jo public hai yeh
Sab haanti hai public hai
Aji andar kya hai aji baar kya hai
Andar kya hai baar kya hai
Yeh sab kuch pehchaanti hai
Public hai yeh sab jaanti hai public hai

Hoton mein aisi baat mein
Dabba ke chali ayee
Khul jayi wohi baat to
Duhayi hai duhayi
Baat kisme pyar to hai
Zehar bhi hai ha
Hoton mein aisi baat mein
Dabba ke chali ayee
Khul jaye wohi baat to
Duhayi hai duhayi

Inteha hogayi intezar ki
Ayi na kuch khabar mere yaar ki
Yeh hame hai yakeen bewafa woh nahin
Phir vajah kya hui
Intezar ki

Kaate nahin kat te yeh din yeh raat
Keheni thi tumse jo dil ki baat
Lo aaj kei kehti hoon
I love you i love you
I love you i love you
I love you.

Antakshri Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.