Rabb De Bande Lyrics – Harshdeep Kaur
Hmmmmm…..
Khabon ko tarash ke duniya sazayein
Diye mein doobi baati se sooraj ugaayein
Khabon ko tarash ke duniya sazayein
Diye mein doobi baati se sooraj ugaayein
Tod ke ander ke raaven ko fir se jalaaye
Kuch maade hain kuch changey hain
Hum sab rab ke bandey hain
Kuch maade hain kuch changey hain
Hum sab rab ke bandey hain
Rab de bandey rab de bandey
Rab de bandey rab de bandey
Hoslon ke pankhon se udte jaayein
Manzilon ke aagey bhi rastey banaye
Hoslon ke pankhon se udte jaayein
Manzilon ke aagey bhi rastey banaye
Thhan le apni zid ko khud se haraaye
Kaat de apni ……
Kuch maade hain kuch changey hain
Hum sab rab ke bandey hain
Kuch maade hain kuch changey hain
Hum sab rab ke bandey hain
Rab de bandey rab de bandey
Rab de bandey rab de bandey
Rab de bandey rab de bandey
Kadmon ko na roke ho jaisi hawayein
Aandhiyon ko rok de ho aisi adaayein
Kadmon ko na roke ho jaisi hawayein
Aandhiyon ko rok de ho aisi adaayein
Bhatke mann ko kaabu kar de de dishayein
Galat walat jo hone de wo ankhon waale andhe hain
Kuch maade hain kuch changey hain
Hum sab rab ke bandey hain
Kuch maade hain kuch changey hain
Hum sab rab ke bandey hain
Bandey rab de bandey
Bandey rab de bandey
Bandey rab de bandey
Bandey rab de bandey
Bandey rab de bandey
Ho rab de rab de rab de
Bandey.