Tera Woh Pyar Lyrics – Asim Azhar, Momina Mustehsan
Baatein teri karte huye,
Thak ke so jaati hoon,
Sirhaane aasmaan,
Jaane kahan mud jaati hai,
Dekhte dekhte tujhe ye galiyaan,
Teri tarah khushboo chale,
Taare humari tarah raaton se mile,
Suni nahi,
Zamaane ne teri meri kahaniyaan,
Karde koi,
Nawashein karam meharbaaniyaan,
Ye aarzoo thi ke dekhein yeh duniya,
Hum jaisa koi deewana hi nahi,
Karde koi,
Nawashein karam meharbaaniyaan,
La la lara lara la..
Raat andheri mein chup rahe the,
Gum ik sawera dhoond rahe the,
Sadiyon se jaise jaag rahe the,
Pyar ko apne dhaanp rahe the,
Phir gir pade,
Koi mila na sahara kya karein,
Suni nahi,
Zamaane ne teri meri kahaniyaan,
Tera woh pyar yaad aayega,
Bhoolega na yeh dil mera,
Kya hogaya socha na tha,
Tera woh pyaar,
Tera woh pyar,
Tera woh pyaar,
Tera woh pyar,
Tera woh pyaar,
Tera woh pyar,
Tera woh pyaar,
Teri woh khamoshiyan,
Keh deti thi woh sabhi,
Jo tu na keh saki,
Kaise batati tujhe,
Sharmati thi main jaise,
Aanchal mein jalta diya,
Khoye kahan mujhko bata,
Tera woh pyar yaad aayega,
Bhoolega na yeh dil mera,
Tera woh pyar yaad aayega,
Bhoolega na yeh dil mera,
Kya hogaya socha na tha,
Ho ho ho…