Dhai Akhar Lyrics – Mohammed Irfan
Dhai akhar prem kahaani
Bezubaan naino ki zubaani
Dhai akhar prem kahaani
Bezubaan naino ki zubaani
Padhte hi dil bas kho hi gaya
Jiska tha darr woh ho hi gaya
Dhai akhar prem kahaani
Bezubaan naino ki zubaani
Dhai akhar prem kahaani
Bezubaan naino ki zubaani
Padhte hi dil bas kho hi gaya
Jiska tha darr woh ho hi gaya
O ho…
Phir bhi bezaar na huaa
Palke bicha bas ik jhalak
Teri paane ki khatir
Dhoondhe ye tera hi pataa
Na jaane isey kya huaa
Ishq hi aadat wahi purani
Thoda sa machla, kee nadaani
Ishq hi aadat wahi purani
Thoda sa machla, kee nadaani
Raaton ki neendein chura le gayaa
Jiska tha darr woh ho hi gayaa
O ho ho…
Saansein bahe
Kuch na kahe… dhadke bekhabar
Kyun aitbaar na rahaa
Tham ke chale
Jismon ko khud se mila de ye shatir
Karde na koi ye khataa
Na jaane isey kya huaa
Pyar mein hoti hai manmaani
Padti hai keemat bhi chukaani
Pyar mein hoti hai manmaani
Padti hai keemat bhi chukaani
Soye soye armaan jagaa ke gaya
Jiska dar tha woh ho hi gaya.