Ankhonmein Khwaab Bharke Lyrics – Shyamal Munshi
Ankhonmein khwaab bharke
Kuch aise so gaya woh
Ankhonmein khwaab bharke
Kuch aise so gaya woh
Duniya toh duniya khuds se
Beganaa ho gaya woh
Duniya toh duniya khuds se
Beganaa ho gaya woh
Ankhonmein khwaab bharke
Kuch aise so gaya woh
Woh aasmaan ko chhune
Nika thaa apne ghar se
Woh aasmaan ko chhune
Nika thaa apne ghar se
Vaapas na aya ab tak
Taaron mein kho gaya woh
Vaapas na aya ab tak
Taaron mein kho gaya woh
Ankhonmein khwaab bharke
Kuch aise so gaya woh
Jab paas mere aaya
Aisa mujhe rulaya
Jab paas mere aaya
Aisa mujhe rulaya
Chehre pe jitane gham they
Har gham ko dho gaya woh
Chehre pe jitane gham they
Har gham ko dho gaya woh
Ankhonmein khwaab bharke
Kuch aise so gaya woh
Karta hun yaad usko
Apne tasvvuron mein
Karta hun yaad usko
Saanson mein aata jaata
Ehsaas ho gaya woh
Saanson mein aata jaata
Ehsaas ho gaya woh
Ankhonmein khwaab bharke
Kuch aise so gaya woh
Jaane ki usne yeh thaani
Phir baat kis ki maani
Jaane ki usne yeh thaani
Phir baat kis ki maani
Ki minnate ki mat jaa
Phir bhi to lo gaya woh
Ki minnate ki mat jaa
Phir bhi to lo gaya woh
Ankhonmein khwaab bharke
Kuch aise so gaya woh
Duniya toh duniya khuds se
Beganaa ho gaya woh
Ankhonmein khwaab bharke
Kuch aise so gaya woh.