Jaane Tere Shehar Lyrics – Vipin Aneja
English
Jaane tere shehar ka kya iraada hai
Aasmaan kam, parindey zyada hain
O..jaane tere shehar ka kya irada hai
Khushi ka hissa
Gham ka hissa
Ghoont ka hissa
Dum ka hissa
Zakhm aur marham ka hissa
Dil-farosi ka ye qissa
lyricsbogie.com
Jaane tera ishq bhiKya tamasha hai
Raat ko mulzim
Din mein khuda saa hai
Jaane tere shehar ka kya irrada hai.