Masa-El Hein Lyrics – Kamran Hasan
Masa-el hein masa-el hein
Dukho ki ek kahaani hain
Masa-el hein masa-el hein
Dukho ki ek kahaani hain
Magar ye zindagi yaaro
Bahar suhaani hain
Masa-el hein
Hain kitna pyar usse
Ye bata to doon use lekin
Hain kitna pyar usse
Ye bata to doon use lekin
Ye aisi baat hain jo
Mujhko khud se bhi chhupani hain
Ye aisi baat hain jo
Mujhko khud se bhi chhupani hain
Masa-el hein
Mujhe ye do rukhi ek roz
Paagal karke chhodegi
Mujhe ye do rukhi ek roz
Paagal karke chhodegi
Kalam ki aabroo rakh ni hain
Duniya mein nibhani hain
Kalam ki aabroo rakh ni hain
Duniya mein nibhani hain
Masa-el hein
Fakat tum hi nahi jo
Haar baithey ho khushi gham se
Fakat tum hi nahi jo
Haar baithey ho khushi gham se
Har ek insaan ki apni
Talehdaah ek kahaani hain
Har ek insaan ki apni
Talehdaah ek kahaani hain
Masa-el hein
Ajab mushkil se hum
Do chaar mai is shaher ke fan mein
Ajab mushkil se hum
Do chaar mai is shaher ke fan mein
Usi ko bair lagna hain
Ghazal jisko suna ni hain
Usi ko bair lagna hain
Ghazal jisko suna ni hain
Masa-el hein masa-el hein
Dukho ki ek kahaani hain
Magar ye zindagi yaaro
Bahar suhaani hain
Masa-el hein.