Bhulney Waley Se Koi Lyrics – Munni Begum
Bhulney waley se koi keh de zara
Is tarha yaad aane se kya faayda
Bhulney waley se koi keh de zara
Is tarha yaad aane se kya faayda
Jab mere dil ki duniya basate nahi
Jab mere dil ki duniya basate nahi
Phir khayalo mein aane se kya faayda
Bhulney waley se
Chaar din ke jhala ke kya mil gaya
Chaar din ke jhala ke kya mil gaya
Mitt saka na gham aane se mera nishaan
Mujhpe bijali girao toh jaane sahin
Aashiyan pan gira ke kya faayda
Mujhpe bijali girao toh jaane sahin
Aashiyan pan gira ke kya faayda
Bhulney waley se
Aap kya badle duniya badal si gayi
Kya kahoon aapse kitani umeed thi
Aap kya badle duniya badal si gayi
Aashra de ke dil todte hai mera
Is tarha sata ne se kya faayda
Aashra de ke dil todte hai mera
Is tarha sata ne se kya faayda
Bhulney waley se
Tumne munhsa na haq taklif di
Ulf aata agar yaad karte humein
Tumne munhsa na haq taklif di
Ulf aata agar yaad karte humein
Jinki aankhon mein taabe nazara na ho
Unko jalwa dikha ne se kya fayda
Jinki aankhon mein taabe nazara na ho
Unko jalwa dikha ne se kya fayda
Bhulney waley se
Pehle dil ko buraai se kar paaq tu
Phir khulushe yakeen dat se kar justazoo
Pehle dil ko buraai se kar paaq tu
Phir khulushe yakeen dat se kar justazoo
Aise sajdo se allah milta nahi
Har jagaah sar jukane se kya fayda
Aise sajdo se allah milta nahi
Har jagaah sar jukane se kya fayda
Bhulney waley se
Laakh samjha tujhko magar aye shami
Teri hoshiyaari aakhir na kaam aa saki
Laakh samjha tujhko magar aye shami
Teri hoshiyaari aakhir na kaam aa saki
Aankh milti gayi raaz khultey gaye
Ab haqikat chhupane se kya fayda
Aankh milti gayi raaz khultey gaye
Ab haqikat chhupane se kya fayda
Bhulney waley se koi keh de zara
Is tarha yaad aane se kya faayda
Bhulney waley se.