Bahut Kamzor Hain Lyrics – Yateesh Acharya
Bahut kamzor hain rishton
Ke bandhan tut jaate hain
Bahut kamzor hain rishton
Ke bandhan tut jaate hain
Zara si bhool si mitti
Ke bartan tut jaate hain
Bahut kamzor hain rishton
Ke bandhan tutu jaate hain
Kitaabe kaapiya school
Saari khwaab ki baatein
Kitaabe kaapiya school
Saari khwaab ki baatein
Yahaan footpath pe bachho
Ke bachpan tut jaate hain
Bahut kamzor hain rishton
Ke bandhan tutu jaate hain
Himmat hain duniya mein
Humara hausla tode kahaan
Himmat hain duniya mein
Ke hum toh eh gareebi
Tere kaaran tut jaate hain
Bahut kamzor hain rishton
Ke bandhan tut jaate hain
Fakat ik raat ik kamre ko
Khushboo daar karne mein
Fakat ik raat ik kamre ko
Khushboo daar karne mein
Kahin phoolo ke naajhuk
Narm joban tut jaate hain
Bahut kamzor hain rishton
Ke bandhan tut jaate hain
Khayaal ek na rahe akhtar
Kisi ko thes na pahoche
Khayaal ek na rahe akhtar
Kisi ko thes na pahoche
Ke aksar chhoti chhoti baat
Mein mann tut jaate hain
Bahut kamzor hain rishton
Ke bandhan tut jaate hain
Bahut kamzor hain rishton
Ke bandhan tutu jaate hain
Zara si bhool si mitti ke
Bartan tut jaate hain
Bahut kamzor hain rishton
Ke bandhan tutu jaate hain.