Duniya Bhar Ki Khushiya Lyrics – Devaki Pandit, Hariharan
Duniya bhar ki khushiya
Chahe kho jaye to kho jaye
Ha kho jaye tum khona nahi
Kahi tum khona nahi
Duniya bhar ki khushiya
Chahe kho jaye to kho jaye
Ha kho jaye tum khona nahi
Kahi tum khona nahi
Kaisa bhi safar ho chahe
Mere humsafar tum khona nahi
Raah mein khona nahi
Dhoop hai raaho mein
Dard hai aaho mein
Dhoop hai raaho mein
Dard hai aaho mein
Chain aata hai mujhe
Par teri baaho mein
Chain aata hai mujhe
Par teri baaho mein
Door door door
Palbhar door hona nahi
Hargiz door hona nahi
Duniya bhar ki khushiya
Chahe kho jaye to kho jaye
Ha kho jaye tum khona nahi
Kahi tum khona nahi
Kisko samjhau main
Ab kidhar jaaun main
Kisko samjhau main
Is tarha jeene se
Kaash mar jaaun main
Zindagi hai bewafa
Kya sune meri sada
Baddua kyun ban
Gayi meri har dua
Door door door
Palbhar door hona nahi
Hargiz door hona nahi
Duniya bhar ki khushiya
Chahe kho jaye to kho jaye
Ha kho jaye tum khona nahi
Kahi tum khona nahi
Yeh jaha dushman hai
Yeh koi jeevan hai
Yeh jaha dushman hai
Yeh koi jeevan hai
Pyaar karna hai mana
Pyaar pe bandhan hai
Pyaar karna hai mana
Pyaar pe bandhan hai
Door door door
Palbhar door hona nahi
Hargiz door hona nahi
Duniya bhar ki khushiya
Chahe kho jaye to kho jaye
Ha kho jaye tum khona nahi
Kahi tum khona nahi.