Bohut Kathin Hai Dagar Lyrics – Hariharan
Bohut kathin hai dagar punghat ki
Bohut kathin hai dagar punghat ki
Kaise bhar laaun mathura se matki
Bohut kathin hai dagar punghat ki
Kaise bhar laaun mathura se matki
Bohut kathin hai dagar punghat ki
Main jo gayi thi paniya bharan ko
Main jo gayi thi paniya bharan ko
Daur jhapat mori matki patki
Bohut kathin hai dagar panghat ki
Kaise bhar laaun mathura se matki
Bohut kathin hai dagar panghat ki
Tore bal haari nizamiddin auliya
Nizamiddin auliya main tore bal haari
Laaj rakho tum humre ghungat ki
Bohut kathin hai dagar panghat ki
Kaise bhar laaun mathura se matki
Bohut kathin hai dagar panghat ki
Main jo gayi thi paniya bharun ko
Main jo gayi thi paniya bharun ko
Daur jhapat more matki patki
Bohut kathin hai dagar panghat ki
Kaise bhar laaun mathura se matki
Bohut kathin hai dagar panghat ki.