Tum Miley Gham Gaya Lyrics – Hemlata (Lata Bhatt), Mahendra Kapoor
Tum miley gham gaya dard e dil tham gaya
Tum miley gham gaya dard e dil tham gaya
Ab hame zindagi ka maza aayega
Ab hame zindagi ka maza aayega
Dil ko dil ka sahaara jo milta raha
Dil ko dil ka sahaara jo milta raha
Dekh lena muqaddar badal jaayega
Dekh lena muqaddar badal jaayega
Umr bhar saath rehne ki kha ke kasam
Umr bhar saath rehne ki kha ke kasam
Aaj aage badhaaye hain maine kadam
Waqt kitne hi tufaan uthhaaye magar
Waqt kitne hi tufaan uthhaaye magar
Ab iraada na mera badal paayega
Ab iraada na mera badal paayega
Dil ko dil ka sahaara jo milta raha
Dil ko dil ka sahaara jo milta raha
Dekh lena muqaddar badal jaayega
Dekh lena muqaddar badal jaayega
Apne qadmo pe sar mera jhukne to do
Ek manzil pe duniya ko rukne to do
Dekhna log pujenge aa ke tumhen
Dekhna log pujenge aa ke tumhen
Kal zamaana tumhari kasam khayega
Dekh lena muqaddar badal jaayega
Tum miley gham gaya dard e dil tham gaya
Tum miley gham gaya dard e dil tham gaya
Ab hame zindagi ka maza aayega
Ab hame zindagi ka maza aayega
Aankho aankho mein hone do had e wafa
Aankho aankho mein hone do had e wafa
Dur tak jaayegi dhadkano ki sada
Husn ki dhum duniya mein ho jaayegi
Husn ki dhum duniya mein ho jaayegi
Ishq saare zamane pe chhaa jaayega
Ishq saare zamane pe chhaa jaayega
Tum miley gham gaya dard e dil tham gaya
Tum miley gham gaya dard e dil tham gaya
Ab hame zindagi ka maza aayega
Ab hame zindagi ka maza aayega.