Dur Se Dur Se Ji Lyrics

in

"Dur Se Dur Se Ji" Song Details:

Movie: Saqi (1952)
Singer(s):Shamshad Begum
Lyricist(s):Rajendra Krishan
Composer(s):Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)
Music Director(s):Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)
Genre(s):Playful
Director(s):Harnam Singh Rawail
Music Label:© Saregama
Starring:Premnath, Madhubala, Gope, Randhir Kapoor, Mohna, Bipin Gupta, Cuckoo, Iftekhar, Mumtaz
Release on:31st December, 1952

Dur Se Dur Se Ji Lyrics – Shamshad Begum

Dur se dur se ji dur se ho dur se
Dur dur se aji dur dur se
Aji dur dur se paas nahi aaiye
Haath na lagaaiye
Kijiye nazara dur dur se
Kijiye ishara dur dur se
Kijiye nazara dur dur se
Paas nahi aaiye haath na lagaaiye
Kijiye nazara dur dur se
Kijiye ishara dur dur se
Kijiye nazara dur dur se

Pehlaa usul hai pyaar ke darbaar ka
Arji mein haal likho dil e bekaraar ka
Pehlaa usul hai pyaar ke darbaar ka
Arji mein haal likho dil e bekaraar ka
Aage mat jaaiye hosh mein aa jaaiye
Kijiye nazara dur dur se
Kijiye ishara dur dur se
Kijiye nazara dur dur se

lyricsbogie.com
Pyaar ke muaamle
Mein jaldi na kijiye
Haan jaldi na kijiye
Achchhi tarah sochiye
Phir dil dijiye
Haan jaldi na kijiye
Husn dagaabaaz hai
Pehle aazmaaiye
Kijiye nazara dur dur se
Kijiye ishara dur dur se
Kijiye nazara dur dur se

Dil ko lagana hai to
Zara dekh bhaal ke
Daanv bade tedhe hain
Hasino ki chaal ke
Dil ko lagana hai to
Zara dekh bhaal ke
Daanv bade tedhe hain
Hasino ki chaal ke
Nazron ki pyaas ko dur se bujhaaiye
Kijiye nazara dur dur se
Kijiye ishara dur dur se
Kijiye nazara dur dur se
Paas nahi aaiye haath na lagaaiye
Kijiye nazara dur dur se
Kijiye ishara dur dur se
Kijiye nazara dur dur se.

Dur Se Dur Se Ji Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.