Ae Kaash Main Dekh Sakti Lyrics – Lata Mangeshkar
Main hmmm
Main sochti hoon yahaan aakar
Ke zameen se uthhaakar
Aasmaan pe bitaa dete hain log
Hum jaise chhote insaanon ko
Hmm
Ae kaash main dekh sakti
Ae kaash main dekh sakti
Apne meharbaanon ko
Ae kaash main dekh sakti
Ae kaash main dekh sakti
Apne meharbaanon ko o
Ae kaash main dekh sakti
Ae kaash main
Aapkaa shukriyaa
Aapkaa shukriyaa
Aapkaa shukriyaa
Main iss qaabil na thhi
Ye meri mehfil na thhi
Aapkaa shukriyaa
Shauk toh hai bahut
Ke gham sunaaoon koyee
Geet gaaaaun koyee ee ee ee
Lekin sambhaaloon
Main kaise
Lekin sambhaaloon
Main kaise
Bechain armaanon ko o
Ae kaash main dekh sakti
Ae kaash main
Aapke saamne
Aapke saamne
Aa gayee hoon magar
Dil mein hai ek dard
Aapke saamne
Jhooth sach kyaaa pataa
Khwaab toh yeh nahin
Kaise aaaye yakeen ee ee
Gulshan banaa saktaa hai
Gulshan banaa saktaa hai
Kyaa koyee veeraanon ko
Ae kaash main dekh sakti
Ae kaash main
Main toh hairaan hoon
Main toh hairaan hoon
Main toh hairaan hoon
Soz kyaa saaz kyaa
Meri aawaaz kyaa
Main toh hairaan hoon
Meri aankhon mein toh
Aas hi aas thhi
Pyaas hi pyaas thhi ee ee ee
Chhalkaa diyaa kissne bhar ke
Chhalkaa diyaa kissne bhar ke
Inn khaali paimaanon ko o
Ae kaash main dekh sakti
Apne meharbaanon ko o
Ae kaash main dekh sakti
Ae kaash main.