Mori Dahiya Balam Ki Lyrics

in

"Mori Dahiya Balam Ki" Song Details:

Movie: Jawalaa Dahej Ki (1982)
Singer(s):Asha Bhosle
Lyricist(s):Anjaan
Composer(s):Chitragupta Shrivastava
Music Director(s):Chitragupta Shrivastava
Genre(s):Item Number
Director(s):Chaman Nillay
Music Label:© Saregama
Starring:Shoma Anand, Arun Govil, Sonia Sahni, Krishan Dhawan, Shivraj, Haradhan Bannerjee, Kumud Tripathi, Amol Sen, Vandna Shashtri, Umesh Khanna, Braj Kishore, S. Vishnudeo, Deepak, Rajendra Gupta, Sanjay
Release on:17th November, 1982

Mori Dahiya Balam Ki Lyrics – Asha Bhosle

Mehfil mein aayi mehfil mein aayi
Nazre milaye paan vaan khaiye
Khushboo udaiye
Magar jaane man mere gore badan ko
Khuda ke liye aise hath na lagaiye kyunke
Mori dahiya balam ki zamindari re
Mori dahiya balam ki zamindari re
Kaahe maare nazar duniya sari re
Kaahe maare nazar duniya sari re
Mori dahiya
Mori dahiya balam ki zamindari re
Mori dahiya balam ki zamindari re

lyricsbogie.com
Jaisi ganga ki lehar aisa mera gora badan
Jaisi ganga ki lehar
Jaisi ganga ki lehar aisa mera gora badan
Khila khila yeh jawani ka khush gawar chaman
Yeh chaman uske liye yeh badan wohi chhuye
Mera dil maan chuka jisko ek baar sajan
Karu saari umar tabedari re
Karu saari umar tabedari re
Karu saari umar karu saari umar tabedari re
Mori dahiya
Mori dahiya balam ki zamindari re
Mori dahiya balam ki zamindari re

Mere shabab pe chalta kisika zor nahi
Mere shabab pe
Mere shabab pe chalta kisika zor nahi
Main wo patang nahi jiski koi dor nahi
Zamana mujhpe mare fareb laakh kare
Chura le mujh se mujhe aisa koi chor nahi
Kare balma meri pehredari re
Kare balma kare balma meri pehredari re
Mori dahiya
Mori dahiya balam ki zamindari re
Kaahe maare nazar duniya sari re
Kaahe maare nazar duniya sari re
Mori dahiya
Mori dahiya balam ki zamindari re
Mori dahiya balam ki zamindari re.

Mori Dahiya Balam Ki Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.