Humse Na Dil Ko Lagaana Lyrics

in

"Humse Na Dil Ko Lagaana" Song Details:

Movie: Aankhen (1950)
Singer(s):Madan Mohan Kohli, Shamshad Begum
Lyricist(s):Raja Mehdi Ali Khan
Composer(s):Madan Mohan
Music Director(s):Madan Mohan
Genre(s):Playful
Director(s):Devendra Goel
Music Label:© Saregama
Starring:Shekhar, Nalini Jaywant, Yashodhara Katju, Cuckoo, Bharat Bhushan, Yaqub, Anwari, Bhudo Advani

Humse Na Dil Ko Lagaana Lyrics – Madan Mohan Kohli, Shamshad Begum

lyricsbogie.com
Humse na dil ko lagaana musaafir
Humse na nazren milaana ji
Apna muhalla jaaoge bhul baabu
Hamri gali nahin aana ji
Chaar paisa hat khareeda aur
Pandrah ki necktie aaa
Pyaar ka sauda karne aaye
Mile bai

Tirchhi nazar se dekha tumhe
Bal khaake jo li angdaayi
To hat girega paaon mein jaa
Dheeli ho jaayegi nektie
Kaahe ko tum apne dil ka banaate
Hamri nazar ka nishaana ji
Apna muhalla jaaoge bhul baabu
Hamri gali nahin aana ji

Gora mukhda chaand sa
Surat haay ki ot
Ek jhalak ham dekh ke chup
Ghar jaayenge laut
Gorey gorey mukhde se
Ghunghat hataa ke
Hamne kiya jo ishaara
To daudegi chan
Chan bijli badan mein
Din hi mein deekhega taara
Kaahe ko aisa dhandha karo jo
Peeche pade pachhtaana ji
Apna muhalla jaaoge bhul baabu
Hamri gali nahin aana ji
Humse na dil ko lagaana musaafir
Humse na nazren milaana ji
Apna muhalla jaaoge bhul baabu
Hamri gali nahin aana ji.

Humse Na Dil Ko Lagaana Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.