Sar Ko Hatheli Par Liye Lyrics – Mohammed Rafi
Sar ko hatheli par liye jo samne aaya nahi

Kya khak jiyega
Kya khak jiyega jise marna kabhi aaya nahi
Anjan hai zindagi ko jo samjhte phul hai
Phulo ki dal me chupe so so dukho ke shool hai

Phulo ki sej pe jise sona kabhi aaya nahi
Phulo ki sej pe jise sona kabhi aaya nahi
Kya khak jiyega jise marna kabhi aaya nahi
Jinke dilo me aag hai milte unhi ko raste

Duniya nahi hai doshto in bujdilo ke waste

Jo sher banke dushmano ki foz pe chaya nahi
Jo sher banke dushmano ki foz pe chaya nahi
Kya khak jiyega
Kya khak jiyega jise marna kabhi aaya nahi
Uthte hai jab kadam to
Ye dhara behari jujhti
Uthte hai jab kadam to
Ye dhara behari jujhti
Jinki vir garjna se maut bhi hai kapti
Jinki vir garjna se maut bhi hai kapti
Jo zindagi dhal leke maut pe lahraya nahi
Jo zindagi dhal leke maut pe lahraya nahi
Kya khak jiyega
Kya khak jiyega jise marna kabhi aaya nahi
Sar ko hatheli par liye jo samne aaya nahi
Sar ko hatheli par liye jo samne aaya nahi
Kya khak jiyega
Kya khak jiyega jise marna kabhi aaya nahi.