Ab Toh Aye Gesuye Jaana Lyrics – Ustad Ghulam Mustafa Khan
Ab toh aye gesuye jaana teri khushboo aaye

Jee bahel jaaye mera jaan pe kaabu aaye

Kaare paimaana chale chhaye ghata e kaali

Zindagi raas kare aaj to paheloo aaye
Jee bahel jaaye mera jaan pe kaabu aaye
Ab toh aye gesuye jaana teri khushboo aaye
Teer phir dil pe chalata huaa guzra koi
Teer phir dil pe chalata huaa guzra koi
Phir mujhe yaad woh bhule huye abroo aaye
Jee bahel jaaye mera jaan pe kaabu aaye
Ab toh aye gesuye jaana teri khushboo aaye
Tune rukh pher liya dohi kadam se lekin
Umra bhar saath teri aankh ke jaadu aaye
Jee bahel jaaye mera jaan pe kaabu aaye
Ab toh aye gesuye jaana teri khushboo aaye
Ashq aisi bhi shahar ho ke na sooraj nikale

Aaye gar koi labe baat to bas tu aaye
Jee bahel jaaye mera jaan pe kaabu aaye
Ab toh aye gesuye jaana teri khushboo aaye
Jee bahel jaaye mera jaan pe kaabu aaye
Ab toh aye gesuye jaana teri khushboo aaye.