Parbhu Tere Charan Ki Lagan Chahiye Lyrics – Suman Kalyanpur
Charan pakad vinti karu
Suniye karipya nidhar
Deep jala ke ghyan ka
Dur karo aghyan
Jab teri karipa se valmiki
Daku se bana mahan
To kyu na mere pati ko mile
Parbhu bhakti ka vardan
Na hire na moti ratan chahiye
Na duniya ki daulat na dhan chahiye
Dena hai to dena hai to itna vardan de
Parbhu tere charan ki lagan chahiye
Jo paap ke kanth me paav baste
Unhe punay ke path pe lota de
Unhe punay ke path pe lota de
Poonam ka chanda tu chamka de
Poonam ka chanda tu chamka de
Moh maya bhara ye man chahi
Lobh lalach dhara na ye tan rahi
Jo dena hai to itna vardan de
Parbhu tere charan ki lagan chahiye
Teri hi bhakti me man magan chahiye
Na hire na moti na ratan chahiye
Sansar to ek chhal aur dhokha
Sacha to bas ek tera naam hai
Sacha to bas ek tera naam hai
Bhakti se bhar de ye bhandar man ka
Sone aur chandi se kya kam hai
Sone aur chandi se kya kam hai
Na jag ki ye jhuti sapan chahiye
Na maniyo se mandit bhavan chahiye
Jo dena hai to itna vardan de
Parbhu tere charan ki lagan chahiye
Teri hi bhakti me man magan chahiye
Man magan chahiye man magan chahiye
Man magan chahiye
Gopal krishna hare hare krishna
Gopal krishna hare hare krishna
Gopal krishna hare hare krishna
Gopal krishna hare hare krishna
Gopal krishna hare hare krishna
Gopal krishna hare hare krishna
Gopal krishna hare hare krishna
Gopal krishna hare hare krishna
Gopal krishna hare hare krishna
Gopal krishna hare hare krishna
Krishna krishna krishna krishna.