Koi Deewane Ko Samjhaye Lyrics – Alka Yagnik, Roop Kumar Rathod
Koi deewane ko samjhaye
Ke hum jaise haseen
Pyar karte hai to
Takdir bana dete hai
Aey haseen humko hai
Malum ke tum jaise haseen
Kal isi pyar ko
Zanjeer bana dete hai
Koi deewane ko samjhaye
Ke hum jaise haseen
Pyar karte hai to
Takdir bana dete hai
Aey haseen humko hai
Malum ke tum
Jaise haseen
Kal isi pyar ko
Zanjeer bana dete hai
Andaz sikhaye aaja
Tune dekhi hai kaha
Aisi adaye aaja
Hum jise dekh le
Tasvir bana dete hai
Husn wale hai yahi
Rasam tere gaao ki
Deke ummid musafir
Ko ghani chhav ki
Uska dil dard ki
Jagir bana dete hai
Koi deewane ko samjhaye
Ke hum jaise haseen
Pyar karte hai to
Takdir bana dete hai
Aey haseen humko hai
Malum ke tum jaise haseen
Kal isi pyar ko
Zanjeer bana dete hai
Apni nakami ka tu
Hume de ilzam nahi
Sache aashiq hai jo unhe
Mushkil kuch kam nahi
Ishq me husn ko
Bhi hir bana dete hai
Ho ranjha bhi mar gaya
Majnu ne bhi pathar khaye
Husn walo ki nigaho
Se koi kya paye
Har nazar dil ke liye
Tir bana dete hai
Koi deewane ko samjhaye
Ke hum jaise haseen
Pyar karte hai to
Takdir bana dete hai
Aey haseen humko hai
Malum ke tum jaise haseen
Kal isi pyar ko zanjeer
Bana dete hai
Dil wo bekar hai jis dil
Me mohabbat hi nahi
Dil wo bekar hai jis dil
Me mohabbat hi nahi
Shukariya aapka lekin
Hume fursat hi nahi
Shukariya aapka lekin
Hume fursat hi nahi
Chal koi milne ki
Tagbir bana dete hai
Aap to aashiqe dilgir
Bana dete hai
Koi deewane ko samjhaye
Ke hum jaise haseen
Pyar karte hai to
Takdir bana dete hai
Aey haseen humko hai
Malum ke tum jaise haseen
Kal isi pyar ko
Zanjeer bana dete hai
Koi deewane ko samjhaye
Ke hum jaise haseen
Pyar karte hai to
Takdir bana dete hai
Aey haseen humko hai
Malum ke tum jaise haseen
Kal isi pyar ko zanjeer
Bana dete hai.