Parbat Tera Pyaar Bhara Tha Lyrics – Mohammed Rafi
Parbat tera pyaar bhara tha
Maine thi ek doli gajro ki mala odhe
Khadi waha thi ek pari si
Hur khadi thi mehki mehki
Usko mayush dekha maine
Aankh se aasu tut rahe the
Rone pe majbur thi shayad
Lagi thesh dukhe nain
Haye maa haye meri maa
Dekh ke tujhko rote hue
Rone lage hai arzo sama
Daure bahara ruth gaya hai
Phulo me bubas kaha
Udne lagi hai chand ki rangat
Chhane laga taro pe dhua
Sab mujhe gum dete kyun hain
Gum sabke lekar maine
Dil ke dar ko khol diya tha
Asulo ka khuda hai
Mohabbat ka farishta
Uspe kyu na ho kurban
Desh hai jiske gun gata
Uska nam hai nehru
Aur hai wo hamara neta
Hasne lagi thi aisi lagi wo arz pe
Goya chaman jhume
Mujhe to yeh rangin sama itna pasand hain
Mai to iska ho gaya khud ko mai bhul ke
Kalpana me kho hi gaya
Kalpana me kho hi gaya
Parbat tera pyaar bhara tha
Maine thi ek doli gajro ki mala odhe
Khadi waha thi ek pari si.