Mujhe Maut De Ke Lyrics – Harendra Khurana
Mujhe maut de ke hayaat e dil
Ye nahi sawaal ke kyaa diya
Mujhe maut de ke hayaat e dil
Ye nahi sawaal ke kyaa diya
Mere haq mein teri nigaah ne
Mere haq mein teri nigaah ne
Koi faisla to suna diya
Mujhe maut de ke hayaat e dil
Meri ghar ki shamma gawa hain
Kai uljane rahi raat bhar
Meri ghar ki shamma gawa hain
Kai uljane rahi raat bhar
Kabhi aah ki kabhi khat likha
Kabhi aah ki kabhi khat likha
Kabhi khat ko likh ke jala diya
Mere haq mein teri nigaah ne
Koi faisla to suna diya
Mujhe maut de ke hayaat e dil
Na buji nigaah ki tashnagi
Kain mod aake guzar gaye
Na buji nigaah ki tashnagi
Kabhi woh na moke pe aa sake
Kabhi woh na moke pe aa sake
Kabhi humne moka gawa diya
Mere haq mein teri nigaah ne
Koi faisla to suna diya
Mujhe maut de ke hayaat e dil
Meri saadagi ye bata mujhe
Sabe gham ko kya main jawaab dun
Meri saadagi ye bata mujhe
Sabe gham ko kya main jawaab dun
Jo amanate ghame ishq thaa
Jo amanate ghame ishq thaa
Wahin ashq maine baha diya
Mere haq mein teri nigaah ne
Koi faisla to suna diya
Mujhe maut de ke hayaat e dil
Kise bewafa hi samaj zafar
Likhe jaa rahe the woh naam jab
Kise bewafa hi samaj zafar
Likhe jaa rahe the woh naam jab
Ye haseen itane sang dil
Ye haseen itane sang dil
Mera naam likh ke mitta diya
Mere haq mein teri nigaah ne
Koi faisla to suna diya
Mujhe maut de ke hayaat e dil
Ye nahi sawaal ke kyaa diya
Mere haq mein teri nigaah ne
Mere haq mein teri nigaah ne
Koi faisla to suna diya
Mujhe maut de ke hayaat e dil.