Woh Anjuman Mein Raat Lyrics – Anup Jalota
Khanzar se karo baat
Khanzar se karo baat
Na talvaar se pucho
Main katla huaa kaise
Mere yaar se puchho
Woh anjuman mein
Raat ajab shan se gaye
Woh anjuman mein
Raat ajab shan se gaye
Imaan cheez kya thi
Kai jaan se gaye
Woh anjuman mein
Raat ajab shan se gaye
Imaan cheez kya thi
Kai jaan se gaye
Woh anjuman mein raat
Main to gaya hua tha
Main to gaya hua tha
Hazaron naqab mein
Main to gaya hua tha
Hazaron naqab mein
Lekin lekin akele
Dekh ke pehchan se gaye
Imaan cheez kya thi
Kai jaan se gaye
Woh anjuman mein raat
Wo shama ban ke khud hi
Akele jala kiya
Wo shama ban ke khud hi
Akele jala kiya
Paravane paravane kal ke
Raat pareshan se gaye
Imaan cheez kya thi
Kai jaan se gaye
Woh anjuman mein raat
Aaya tera salaam na
Aaya hain khat koi
Aaya tera salaam na
Aaya hain khat koi
Hum aakhiri safar ke bhi
Hum aakhiri safar ke bhi
Saman se gaye
Imaan cheez kya thi
Kai jaan se gaye
Woh anjuman mein raat
Rahi jise khuda bhi
Na samajha saka kabhi
Rahi jise khuda bhi
Na samajha saka kabhi
Samajha saka kabhi…
Rahi jise khuda bhi
Na samajha saka kabhi
Rahi jise khuda bhi
Na samajha saka kabhi
Baithe bithaye
Baithe bithaye dekh lo
Ab maan se gaye
Imaan cheez kya thi
Kai jaan se gaye
Woh anjuman mein
Raat ajab shan se gaye
Imaan cheez kya thi
Kai jaan se gaye
Woh anjuman mein raat.