Wo Zulfein Bikhere Wo Masti Lutaye Lyrics – Anwar Hussain
Wo zulfein bikhere wo masti lutaye
Woh bankar qayamat chale aa rahe hain
Khudaya mere zapt ilaaz rakhana
Mere dil pe kya kya sitam dhaa rahe hain
Wo zulfein bikhere wo masti lutaye
Woh zulfe muaakaar pareshan pareshan
Woh chehare pe sulagi zabi be pasina
Woh zulfe muaakaar pareshan pareshan
Adda behaki behaki nazar sehami sehami
Nazar milane se katra rahe hain
Wo zulfein bikhere wo masti lutaye
Jo likhate the mujhko salaame mohabbat
Mere paas aaye jo bechain ho kar
Jo likhate the mujhko salaame mohabbat
Mere paas aaye jo bechain ho kar
Ik unki adda ek unki haya hain to
Gale lag gaye to ghabhra rahe hain
Wo zulfein bikhere wo masti lutaye
Mujhe fakra tha apni us berukhi par
Mujhe naaz thaa apni sada dili par
Mujhe fakra tha apni us berukhi par
Mujhe naaz thaa apni sada dili par
Woh jiske tasvoor se main tha pareza
Mere dil ki duniya pe woh chha rahe hain
Wo zulfein bikhere wo masti lutaye
Woh bankar qayamat chale aa rahe hain
Khudaya mere zapt ilaaz rakhana
Mere dil pe kya kya sitam dhaa rahe hain
Wo zulfein bikhere wo masti lutaye.