Teri Yaad Lyrics – Nazia Hassan
Sooraj chalta hain
Chalte chalte dhulta hain
Phool bhi khilta hain
Khil ke phir murjhata hain
Lehrein bhi aati hain
Kinare pe ho jaati hain
Zindagi aaise hi
Khawab si ho jati hain
Ho ho ho jaane kyun
Teri yaad aati hai
Mitti nahin bus
Yuhn bedhti jaati hain
Dhundoon aab tujh ko kahan
Soona soona mera jahaan
Mere pass
Abb hain kya
Bus teri yadd
Khawab in ankhoon ke
Toot bhi jaatein hain
Saath jo chalte hain
Choot bhi jaatein hain
Mitti nahin bus yun bedhti jaati hain
Dhundoon aab tujh ko kahan
Soona soona mera jahaan
Mere pass
Abb hain kya
Bus teri yad
Sooraj chalta hain
Chalte chalte dhulta hain
Phool bhi khilta hain
Khil ke phir murjhata hain
Lehrein bhi aati hain
Kinare pe ho jaati hain
Zindagi aaise hi
Khawab si ho jati hain
Teri yaad ho ho ho
Teri yaad ho ho ho.