Ab Ke Hum Bichade Lyrics – Pamela Singh
Shayad kabhi khwaabo mein mile
Ab ke hum bichade to
Shayad kabhi khwaabo mein mile
Jis tarah sukhe huye
Phool kitaabo mein miley
Ab ke hum bichade
Bhule ujade huye logo mein
Wafa ke moti wafa ke moti
Ye khazane tujhe mumkin
Hain kharabo mein mile
Ye khazane tujhe mumkin
Hain kharabo mein mile
Ab ke hum bichade
Tu khuda hain na mera
Ishq pharishto jaisa
Ishq pharishto jaisa
Ishq pharishto jaisa
Dono insaan hain
To kyun itanehizabo mein mile
Dono insaan hain
To kyun itanehizabo mein mile
Ab ke hum bichade
Ghum e duniya bhi ghume aur mein
Samil karlo samil karlo
Samil karlo
Nasha badhta hain sharabi
Jo sharabo mein mile
Nasha badhta hain sharabi
Jo sharabo mein mile
Ab ke hum bichade
Ab rago mein hu na tu hain
Na woh mazi hain faraaz
Na mazi hain faraaz
Na mazi hain faraaz
Jaise do saaye
Tamana ke saraho mein mile
Jaise do saaye
Tamana ke saraho mein mile
Ab ke hum bichade to
Shayad kabhi khwaabo mein mile
Ab ke hum bichade.