Ban Sakta Hai Taj Mahal Phir Lyrics

in

"Ban Sakta Hai Taj Mahal Phir" Song Details:

Album/Label: Manzar Manzar (1989)
Singer(s):Nina Mehta, Rajendra Mehta
Lyricist(s):Surinder
Composer(s):Rajen Bhoorey
Music Director(s):Rajen Bhoorey
Genre(s):Ghazal
Music Label:© T-Series
Starring:Rajendra Mehta, Nina Mehta

Ban Sakta Hai Taj Mahal Phir Lyrics – Nina Mehta, Rajendra Mehta

Ban sakta hai taj mahal phir
Ban sakta hai taj mahal phir
Chahane wale abhi bahot hain
Ban sakta hai taj mahal phir
Ban sakta hai taj mahal phir
Chahane wale abhi bahot hain

lyricsbogie.com
Dil ke bhi jazbaat wohi hain
Ranjo ghum saugaat wahin hain
Har dil mein hain ishq ka tuffa
Pal pal sulage is mein armaan
Ab bhi mile jo pyar bhare dil
Dil ko jile woh raate jilmilla
Pyaar wohi hain pyas wohi hain
Wasle yaar ki aas wohi hain
Ishq ke aage dolat kya hain
Ishq ke aage dolat kya hain
Taj mahal ki kimat kya hain
Ban sakta hai taj mahal phir
Ban sakta hai taj mahal phir
Chahane wale abhi bahot hain

Haa apne gurur ke khaatir
Ek shahi suruur ki khatir
Sahe jahan ne mujhe banaya
Prem nagar ka sapna sajaya
Tab se muhabbat ishq ki dolat
Den khuda ki pyaar mohabbat
Phir sahi farmaan woh kya the
Baemaani ke naan woh kya the
Ye bhi suna hain hath kataye
Ye bhi suna hain hath kataye
Dujha taj nahi ban paaye
Ban sakta hai taj mahal phir
Ban sakta hai taj mahal phir
Chahane wale abhi bahot hain

Zulm ki tum lagte ho nishani
Dard mein dubi ek kahani
Ek kabar par itna kharcha
Ek hi pyaar ka itana charcha
Bhookhe pet kahin sula kar
Bane ho kitane charaag bujha kar
Ab na banega dujha taaj
Ab na banega dujha taaj
Sun lo saho ke sartaaj
Ban sakta hai taj mahal phir
Chahane wale abhi bahot hain.

Ban Sakta Hai Taj Mahal Phir Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.