Mausam-E-Gul Lyrics – Pankaj Udhas
Mausam e gul qayamat
Ki hawa deta hain
Mausam e gul qayamat
Ki hawa deta hain
Aur bhi deewane ko
Deewana bana deta hain
Mausam e gul qayamat
Ki hawa deta hain
Aur bhi deewane ko
Deewana bana deta hain
Mausam e gul
Yun to ik ashq nigamat
Nahi kuchh bhi lekin
Yun to ik ashq nigamat
Nahi kuchh bhi lekin
Beher e rehmat mein
Ye tufaan utha deta hain
Beher e rehmat mein
Ye tufaan utha deta hain
Aur bhi deewane ko
Deewana bana deta hain
Mausam e gul
Sakt ho jaaye agar
Raah to maayus na ho
Sakt ho jaaye agar
Raah to maayus na ho
Ek hi nazdiki ye manzil
Ka patta deta hain
Ek hi nazdiki ye manzil
Ka patta deta hain
Aur bhi deewane ko
Deewana bana deta hain
Mausam e gul
Seena khrasi ke nishaan
Nakhoone ghum teri iss
Seena khrasi ke nishaan
Nakhoone ghum teri iss
Seena khrasi ke nishaan
Zakhm khul jaane pe
Kuchh aur maza deta hain
Zakhm khul jaane pe
Kuchh aur maza deta hain
Aur bhi deewane ko
Deewana bana deta hain
Mausam e gul
Kis kadar gehara asar
Karti hain woh masumi
Kis kadar gehara asar
Karti hain woh masumi
Kis kadar gehara asar
Karti hain woh masumi
Kis kadar gehara asar
Karti hain woh masumi
Jab nidamat se koi
Aankh juka deta hain
Jab nidamat se koi
Aankh juka deta hain
Aur bhi deewane ko
Deewana bana deta hain
Mausam e gul qayamat
Ki hawa deta hain
Aur bhi deewane ko
Deewana bana deta hain
Mausam e gul.