Sagar Se Surahi Lyrics – Pankaj Udhas
Achhi soorat ko sanwar ne ki zururat kyaa hain
Achhi soorat ko sanwar ne ki zururat kyaa hain
Saadagi bhi to qayamat ki adda hoti hain
Peelana farz thaa kuchh bhi peela diya hota
Sharaab kam thi to paani mila diya hota
Sagar se surahi takrati
Baadal ko paseena aa jaata
Sagar se surahi takrati
Baadal ko paseena aa jaata
Tum zulf agar lehra dete
Tum zulf agar lehra dete
Saawan ka mahina aa jaata
Sagar se surahi takrati
Baadal ko paseena aa jaata
Jeene ki adaa se naa wakif
Insaan ko jeena aa jaata
Jeene ki adaa..
Jeene ki adaa se naa wakif
Insaan ko jeena aa jaata
Thodi si agar tum de dete
Thodi si agar tum de dete
Zahid ko bhi peena aa jaata
Sagar se surahi takrati
Baadal ko paseena aa jaata
Kismat mein na thi ye do raat
Ek pyaar ki ek tanhaai ki
Kismat mein na thi ye do raat
Ek pyaar ki ek tanhaai ki
Ek raat mein jeena aa jaata
Ek raat mein marna aa jaata
Ek raat mein jeena aa jaata
Ek raat mein marna aa jaata
Tum zulf agar lehra dete
Tum zulf agar lehra dete
Saawan ka mahina aa jaata
Sagar se surahi takrati
Baadal ko paseena aa jaata
Afsos tum apni aankhon se
Bhalka na sake chhalka na saki
Afsos tum apni aankhon se
Bhalka na sake chhalka na saki
Bhalka na sake chhalka na saki
Afsos tum apni aankhon se
Bhalka na sake chhalka na saki
Halki si agar chhalka dete
Halki si agar chhalka dete
Anwar ko bhi peena aa jaata
Sagar se surahi takrati
Baadal ko paseena aa jaata
Tum zulf agar lehra dete
Tum zulf agar lehra dete
Saawan ka mahina aa jaata
Sagar se surahi takrati
Baadal ko paseena aa jaata
Baadal ko paseena aa jaata
Baadal ko paseena aa jaata.