Dil Kiya To Gaya Lyrics – Mohammed Aziz
Dil kiya to gaya hosh bhi udd gaye
Dil kiya to gaya hosh bhi udd gaye
Ik naya inqlaab aur aane laga
Dil kiya to gaya hosh bhi udd gaye
Dil kiya to gaya hosh bhi udd gaye
Ik naya inqlaab aur aane laga
Dil kiya to gaya hosh bhi udd gaye
Dil kiya to gaya hosh bhi udd gaye
Ik naya inqlaab aur aane laga
Dil kiya to gaya hosh bhi udd gaye
Ik naya inqlaab aur aane laga
Aur aane laga
Apni kaafir nigaho ki roko zara
Apni kaafir nigaho ki roko zara
Mera imaan bhi dagmaga ne laga
Apni kaafir nigaho ki roko zara
Apni kaafir nigaho ki roko zara
Mera imaan bhi dagmaga ne laga
Dil kiya to gaya hosh bhi udd gaye
Rut badal ne lagi dor chalne laga
Zulf khulane lagi abra chhane laga
Rut badal ne lagi dor chalne laga
Zulf khulane lagi abra chhane laga
Rut badal ne lagi dor chalne laga
Zulf khulane lagi abra chhane laga
Zulf khulane lagi abra chhane laga
Ab zarurat nahi seesh o jaam ki
Ab zarurat nahi seesh o jaam ki
Ab aankhon aankhon se koi peela ne laga
Ab zarurat nahi seesh o jaam ki
Ab zarurat nahi seesh o jaam ki
Ab aankhon aankhon se koi peela ne laga
Dil kiya to gaya hosh bhi udd gaye
Ek unvaan ke sau afassne bane
Apni barbaadio ke bahane bane
Ek unvaan ke sau afassne bane
Apni barbaadio ke bahane bane
Apni barbaadio ke bahane bane
Bahane bane
Aap to mushkura kar alag ho gaye
Aap to mushkura kar alag ho gaye
Mujh pe saara jahaan mushkura ne laga
Aap to mushkura kar alag ho gaye
Aap to mushkura kar alag ho gaye
Mujh pe saara jahaan mushkura ne laga
Dil kiya to gaya hosh bhi udd gaye
Ye khuluso mohabbat ki so baat hain
Aye asat aise sajade ki kyaa baat hain
Ye khuluso mohabbat ki so baat hain
Aye asat aise sajade ki kyaa baat hain
Ye khuluso mohabbat ki so baat hain
Aye asat aise sajade ki kyaa baat hain
Kyaa baat hain
Beiraada mera sar jahaan juk gaya
Beiraada mera sar jahaan juk gaya
Saara aalam wahin sar jhukane laga
Beiraada mera sar jahaan juk gaya
Beiraada mera sar jahaan juk gaya
Saara aalam wahin sar jhukane laga
Dil kiya to gaya hosh bhi udd gaye
Dil kiya to gaya hosh bhi udd gaye.