Aalam – Aalam Lyrics – Pankaj Udhas
Ke dam mein dam raha
Din ke jaane par
Nihayat ghum raha
Mere rone ke
Haqikat jis mein thi
Ek mudadat tak
Woh kaagaz nam raha
Aalam aalam ishq junoon hain
Aalam aalam ishq junoon hain
Duniya duniya tohmat hain
Dariya dariya rota hoon main
Dariya dariya rota hoon main
Sehra sehra dehsat hain
Aalam aalam ishq junoon hain
Aalam aalam ishq junoon hain
Hum to iske mein
Na cheez thehare
Koi na idhar dekhega
Hum to iske mein
Na cheez thehare
Koi na idhar dekhega
Aankh utha kar woh dekhae to
Aankh utha kar woh dekhae to
Ye bhi uski murabbat hain
Aalam aalam ishq junoon hain
Aalam aalam ishq junoon hain
Khaak ko aadam karke uthaya
Jiske daste kudarat ne
Khaak ko aadam karke uthaya
Jiske daste kudarat ne
Kadar nahi kuch uss bande ki
Kadar nahi kuch uss bande ki
Ye bhi khuda ki kudarat hain
Aalam aalam ishq junoon hain
Aalam aalam ishq junoon hain
Koi dam ronak majil iski
Aur bhi hain iss dam ke saath
Koi dam ronak majil iski
Aur bhi hain iss dam ke saath
Yaani charage subah sehe hum
Yaani charage subah sehe hum
Dam apna bhi ghani mat hain
Aalam aalam ishq junoon hain
Aalam aalam ishq junoon hain
Duniya duniya tohmat hain
Dariya dariya rota hoon main
Dariya dariya rota hoon main
Sehra sehra dehsat hain
Aalam aalam ishq junoon hain
Aalam aalam ishq junoon hain.