Sanwali Si Ek Ladki Lyrics – Alka Yagnik
Intzaar sayad mahobbat ka naseeb hai
Lekin mahobbat jab intjar karati hai
Jhamane ruk jati hai mahobbat jiddi hai
Akhari saans akhari dhadakan
Akhari pal tak intzaar kar sakati hai
Aur kabhi kabhi usake baad bhi
Sanwali si ek ladki aarzo ke gaon main
Gulmahor ke chhanv main intzaar karati thi
Sanwali si ek ladki aarzo ke gaon main
Gulmahor ke chhanv main intzaar karati thi
Usaki duniya mein koi leke pyaar aa jaye
Sapane se bunati raheti thi sanwali si ek ladki
Sanwali si ek ladki aarzo ke gaon main
Gulmahor ke chhanv main intzaar karati thi
Rut thi hasin thi kaisi aaya jab woh pardesi
Rut thi hasin thi kaisi aaya jab woh pardesi
Muskura diya jivan phul khil haye aagan
Sanwali si ek ladki ne pyaar paa liya apana
Jo sajaya tha usane sach hua wahin sapana
Khuda pe naaz karati thi sanwali si ek ladki
Sanwali si ek ladki aarzo ke gaon main
Gulmahor ke chhanv main intzaar karati thi
Sanwali si ek ladki yeh kahan samajati thi
Sanwali si ek ladki yeh kahan samajati thi
Char din baatein hai aage gum ki raatein hai
Yeh jo raahi aaya hai sirf ek chhaya hain
Yeh to laut jaayenga sirf yaad aayega
Yeh samaj nahin paayi sanwali si ek ladki
Sanwali si ek ladki aarzo ke gaon main
Gulmahor ke chhanv main intzaar karati hai
Intzaar karati hai.