Sabko Maloom Hai Main Lyrics – Pankaj Udhas
Sabko maloom hai main sharabi nahin
Phir bhi koi peelae to main kya karun
Sabko maloom hai main sharabi nahin
Phir bhi koi peelae to main kya karun
Sirf ek baar nazron se nazrein mille
Sirf ek baar nazron se nazrein mille
Aur kasam tut jaaye to main kya karun
Aur kasam tut jaaye to main kya karun
Mujhko maikash samjhte hain sab badakash
Mujhko maikash samjhte hain sab badakash
Kyun ki unki tarah lad tharata hoon
Meri rag mein nasha mohabbat ka hain
Meri rag mein nasha mohabbat ka hain
Meri rag mein nasha mohabbat ka hain
Jo samjha mein na aaye to main kyaa karun
Sirf ek baar nazron se nazrein mille
Sirf ek baar nazron se nazrein mille
Aur kasam tut jaaye to main kya karun
Aur kasam tut jaaye to main kya karun
Haal sunkar mera semahe semahe hain woh
Koi aaya hain jhulfe bikhere huye
Maut aur zindagi dono hairaan hain
Maut aur zindagi dono hairaan hain
Maut aur zindagi dono hairaan hain
Dam nikal na paaye to main kya karun
Sirf ek baar nazron se nazrein mille
Sirf ek baar nazron se nazrein mille
Aur kasam tut jaaye to main kya karun
Aur kasam tut jaaye to main kya karun
Kaisi lat kaisi chahat kahan ki khatta
Kaisi lat kaisi chahat kahan ki khatta
Bekhudi mein hain anwar khudi ka nasha
Zindagi ek nashe ke shiva kuch nahi
Zindagi ek nashe ke shiva kuch nahi
Zindagi ek nashe ke shiva kuch nahi
Tumko peena na aaye to main kyaa karun
Sirf ek baar nazron se nazrein mille
Sirf ek baar nazron se nazrein mille
Aur kasam tut jaaye to main kya karun
Aur kasam tut jaaye to main kya karun
Sabko maloom hai main sharabi nahin
Phir bhi koi peelae to main kya karun
Phir bhi koi peelae to main kya karun
Phir bhi koi peelae to main kya karun
Phir bhi koi peelae to main kya karun.