Sun Yaar Mere Lyrics – Ustad Ghulam Ali
Sun yaar mere yaari teri
Mujhe jaan se pyari hain
Do jism hain hum dono lekin
Ek jaan hamari hain
Sun yaar mere yaari teri
Mujhe jaan se pyari hain
Do jism hain hum dono lekin
Ek jaan hamari hain
Pyaar hain dosti
Dosti pyaar hain
Main tera yaar hoon
Tu mera yaar hain
Sun yaar mere yaari teri
Mujhe jaan se pyari hain
Do jism hain hum dono lekin
Ek jaan hamari hain
Ye soch ke mandir mein jaakar
Main jhalata hoon ghee ke diye
Ambar par jeetane taare hain
Tu utane baras tak jeeye
Ye maangi thi rab se duaa
Daaman ko tere na chhu paaye
Iss duniya ki garm hawa
Tu hain to zindagi
Phoolo ka haar hain
Main tera yaar hoon
Tu mera yaar hain
Sun yaar mere yaari teri
Mujhe jaan se pyari hain
Do jism hain hum dono lekin
Ek jaan hamari hain
Aankhon mein teri aansu dekhun
Aankh meri chhlakne lage
Chehare pe tere jo dekhun hasii
Mera chehara chamkne lage
Ik pal ke liye meri aankhon se
To jo hoh jaaye ojal kahin
Sune sune se lagate hain
Mujhko ye falak ye zamee
Bin tere saans le
Na bhi dushwar hain
Main tera yaar hoon
Tu mera yaar hain
Sun yaar mere yaari teri
Mujhe jaan se pyari hain
Do jism hain hum dono lekin
Ek jaan hamari hain
Upar wale ne ye duniya
Jis waqt banai thi dost
Uss se pehale yaari ki samma
Usne bhi jalayi thi dost
Ye majhab ki deeware humein
Kar paayegi kaise juda
Bhgawaan ke saath mein lete hain
Hum dono naame khuda
Pyaar hain roshani
Roshani pyaar hain
Main tera yaar hoon
Tu mera yaar hain
Sun yaar mere yaari teri
Mujhe jaan se pyari hain
Do jism hain hum dono lekin
Ek jaan hamari hain
Sun yaar mere yaari teri
Mujhe jaan se pyari hain
Do jism hain hum dono lekin
Ek jaan hamari hain
Pyaar hain dosti
Dosti pyaar hain
Main tera yaar hoon
Tu mera yaar hain
Sun yaar mere yaari teri
Mujhe jaan se pyari hain
Do jism hain hum dono lekin
Ek jaan hamari hain
Sun yaar mere yaari teri
Mujhe jaan se pyari hain
Do jism hain hum dono lekin
Ek jaan hamari hain.