Laundiya Satra Saal Ki Lyrics – S. Janaki, S. P. Balasubrahmanyam
Oye oye kyaa cheez lagati hain
Laundiya satra saal ki
Launde seher ke paagal ho gaye
Are laundiya satra saal ki
Launde seher ke paagal ho gaye
Jaa re na chhad mujhe
Aise na dekh
Main hoon laakho mein ek
Tu hain gawaar gondiya
Are laundiya satra saal ki
Launde seher ke paagal ho gaye
Jaa re na chhad mujhe
Aise na dekh
Main hoon laakho mein ek
Tu hain gawaar gondiya
Laundiya satra saal ki
Kyaa naam hain tera o nakhrewali
Kyaa kaam hain tujho mujhse mawali
Deti hain saali aashiq ko gaali
Kyaa tera pyaar tere jaise hazaar
Main hoon laakho mein ek
Tu hain gawaar gondiya
Laundiya satra saal ki
Launde seher ke paagal ho gaye
Laundiya satra saal ki hi hi
Do ghunt aankhon se
Haske peela de
Do ghunt aankhon se
Haske peela de na
Tu mere chehare se
Nazare hatta le
Are pyaasa hoon main
Meri pyaas bujha de
Haan pyaasa hoon main
Meri pyaas bujha de
Kyaa doon jawaab
Teri neeyat kharaab
Main hoon laakho mein ek
Tu hain gawaar gondiya
Laundiya aa satra saal ki aa
Launde seher ke paagal ho gaye
Laundiya satra saal ki hi hi
Tu hain ghulaabi main sharaabi
Tu hain ghulaabi main sharaabi
Koi akal ke taale ki chaabi
Koi akal ke taale ki chaabi
Main hoon peene mein
Mere peene mein
Aakhir kyaa hain kharabi
Mera sabaab nahi
Koi sharaab nahi
Main hoon laakho mein ek
Tu hain gawaar gondiya
Laundiya aa satra saal ki aa
Launde seher ke paagal ho gaye
Laundiya satra saal ki haa.