Ek Diya Aur Toofan Lyrics – Alka Yagnik
Bhramha vishnu
Hai maheshswara
Jag ke kripa nidhan
Ek bar phir dekh tu
Ban kar ke insaan
Vish peena aasam hai
Aansu pee kar dekh
Yaar se apne bichhad jaa
Aur phir jee kar dekh
Bhagwan mera kyu chhin liya
Mere pyar ka dipak bujha diya
Kyu jalta hai phir tera jiya
O duniya ke bhagwan bata
Bhagwan mera kyu chhin liya
Mere pyar ka dipak bujha diya
Kyu jalta hai phir tera jiya
Kaha chhupa hai tu bhagwan
Ek diya aur toofan
Ek diya aur toofan
Mahendi ke badle haatho ko
Zakhmo se tune lal kiya
Sindur chhin ke khush hai tu
Ke tune bada kamal kiya
Mahendi ke badle haatho ko
Zakhmo se tune lal kiya
Sindur chhin ke khush hai tu
Ke tune bada kamal kiya
Doli to meri saji nahi
Sukh ki sehnayi baji nahi
Ek tuta darpan bana diya
Dulhan ko jogan ban diya
Sab jala diye armaan
Ek diya aur toofan
Ek diya aur toofan
O duniya ke bhagwan bata
Bhagwan mera kyu chhin liya
Mere pyar ka dipak bujha diya
Kyu jalta hai phir tera jiya
Pehle to khushiya deta hai
Phir khushiyo se dar jayenge
Patthar tu tera dil patthar
Phir kyu ishwar kehlata hai
Pehle to khushiya deta hai
Phir khushiyo se dar jayenge
Patthar tu tera dil patthar
Phir kyu ishwar kehlata hai
Angaaro pe aaj chalungi main
Gar tujhse itna kahungi main
Teri zidd hai to meri bhi zidd hai
Mere amar ko paa ke rahungi main
Tu isse chunauti mar
Ek diya aur toofan
Ek diya aur toofan
O duniya ke bhagwan bata
Bhagwan mera kyu chhin liya
Mere pyar ka dipak bujha diya
Kyu jalta hai phir tera jiya
Kaha chhupa hai tu bhagwan
Ek diya aur toofan
Ek diya aur toofan
Ek diya aur toofan
Ek diya aur toofan
Ek diya aur toofan
Ek diya aur toofan.