Zindagi Hamari Hain Lyrics

in

"Zindagi Hamari Hain" Song Details:

Movie: Naya Sawan (1992)
Singer(s):Bappi Lahiri
Lyricist(s):Anjaan
Composer(s):Bappi Lahiri
Music Director(s):Bappi Lahiri
Genre(s):Happy (Feel Good)
Music Label:© Tips Records
Starring:Javed Jafri, Deepak Saraf, Laxmikant Berde, Shreeram Lagoo, Ashwini Bhave

Zindagi Hamari Hain Lyrics – Bappi Lahiri

Panchhi gaate hain
Samandar gaate hain
Hawaye gaati hain
Mauje dauhrati hain
Kudarat ke sangeet ko
Logo tak pohchana
Zindagi hamari hain
Gana bajana
Apne saath auro ke bhi
Dil ko behlana
Zindagi hamari hain
Gana bajana
Apne saath auro ke bhi
Dil ko behlana
Panchhi gaate hain
Samandar gaate hain
Hawaye gaati hain
Mauje dauhrati hain
Kudarat ke sangeet ko
Logo tak pohchana
Zindagi hamari hain
Zindagi hamari hain
Gana bajana
Apne saath auro ke bhi
Dil ko behlana

lyricsbogie.com
Lagan kisi ki humko
Ghar se bahar layi hain
Bahar layi hain
Kuch banke wapas lautenge
Kasam yeh khayi hain
Kasam yeh khayi hain
Lagan kisi ki humko
Ghar se bahar layi hai
Kuch banke wapas lautenge
Kasam ye khayi hain
Issi lagan mein hi
Yeh jeevan hain duba
Yeh dost hain apni
Yeh apni mehbuba
Na mange kherat
Bas mehnat ki hai khana
Zindagi hamari hain
Zindagi hamari hain
Gana bajana
Apne saath auro ke bhi
Dil ko behlana

Mamta ne bachpan ko
Jo lori sikhlai hai
Lori sikhlai hai
Aaj tarana banke wo
Hotho par aayi hain
Hotho par aayi hain
Mamta ne bachpan ko
Jo lori sikhlai hain
Aaj tarana banke wo
Hotho par aayi hain
Premi sangeet ka
Koi to aayega
Jo geeto ko apne
Ghar ghar pohchyega
Gane ke bahane haale
Dil hai sunana
Zindagi hamari hain
Zindagi hamari hain
Gana bajana
Apne saath auro ke bhi
Dil ko behlana
Panchhi gaate hain
Samandar gaate hain
Hawaye gaati hain
Mauje dauhrati hain
Kudarat ke sangeet ko
Logo tak pohchana
Zindagi hamari hain
Gana bajana
Apne saath auro ke bhi
Dil ko behlana.

Zindagi Hamari Hain Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.